Band kamra
Aur teri parchayi hai
Ha ha ha, yaad aayi hai
Band kamre mein
Teri parchayi hai
Band kamre mein
Teri parchayi hai
Yahi to umar bhar ki
Meri kamayi hai
Meri kamayi hai
Meri kamayi hai
Teri jawani ne shayar banaya mujhe
Teri jawani ne shayar banaya mujhe
Tere naam pe meri har rubayi hai
Band kamre mein
Teri parchayi hai
Band kamre mein
Teri parchayi hai
Khul gaya hai khud bakhud ye darwaza
Khul gaya hai khud bakhud ye darwaza
Bina bulaye chandni kyun aayi hai
Band kamre mein
Teri parchayi hai
Band kamre mein
Teri parchayi hai
Maan beimaan baitha hai barso se
Maan beimaan baitha hai barso se
Aata hi nahi wo harjaayi hai
Band kamre mein
Teri parchayi hai
Band kamre mein
Teri parchayi hai