O Dilbar Yaara Lyrics – Stebin Ben

Kitne vaade karte the tum
Sochun toh dil bhar jaaye
Aankhein phir nam ho jaati hai
Yaad teri jab jab aaye
Naadan tha jo baaton mein teri
Aake dil ko haar diya
Jis dil ne chaha tha tujhko
Uss dil pe kyun waar kiya
O dilbar yaara o yaara
Na milna dobara dobara
O dilbar yara o yara
Na milna dobara dobara
Apni besharmi pe tujhko
Aati hai kya sharam kabhi
Bichadne wale mujhko bata tu
Sach mein bichhad kyun jaata nahi
Apni besharmi pe tujhko
Aati hai kya sharam kabhi
Bichadne wale mujhko bata tu
Sach mein bichhad kyun jaata nahi
Naam-e-wafa pe tune yara
Dhool hai jhoka aankhon mein
Seenche the jinme pyar ke paudhe
Aag laga di bagon mein
Meer tadapta reh gaya tere
Pairon pe tu palta nahi
Jitna achha tu banta hai
Utna bhi tu achha nahi
O dilbar yara o yara
Na milna dobara dobara
O dilbar yaara o yaara
Na milna dobara dobara

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top