Lapadva Lyrics – Anurag Halder

Main bairagi
Hawao main hi udta rha
Tu zindagi na jiye
Phir bhi jeeta raha
Main badal hun
Aasma mein kyun thahra hua
Tu barish hai
Mujhe kyun bhigata raha
Mausam ka tu dekh le
Kiya haal hai
Teri baaho mein ab to
Mera kaam hai
Mausam ka tu dekh le
Kiya haal hai
Teri baaho mein ab to
Mera sham hai
Ghar baar sansaar
Chod ke dub yahin
Lapadva hue hai aaj kyun
Bepadva hona main chahun
Lapadva hue hai aaj kyun
Bepadva hona main chahun
Aaj rat man-maaniyo ka
Na koi pata
Aaja tujhe main pass bulaun
Na aaise tu ruth ja
Kaise najaane sari hadon ko
Na tod ke tujh se mila
Preshan bhi hum honge
Pata aaj hai
Dhadkane tez hongi
Ye malum hai
Preshan bhi hum honge
Pata aaj hai
Dhadkane tez hongi
Ye malum hai
Ghar baar sansaar
Chod ke dub yahin
Lapadva hue hai aaj kyun
Bepadva hona main chahun
Lapadva hue hai aaj kyun
Bepadva hona main chahun
Aaj rat man-maaniyo ka
Na koi pata

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top