Romantic Raja Lyrics – Khesari Lal Yadav | Shipra Goyal

Haye athara ke baad lagi
Dil mein aisi aag lagi
Dekha sapne mein tujhe
Main to saari raat jagi
Mujhko teri pyas lagi
Aaja ghar pe tu bas abhi
Ek pal bhi na kate
Lagne lagi raat badi
Ready shedy hone mein
Time to lage hai
Wait kar paunga na
Tera ab main jyada
Bas aaja bas aaja
Meri fantastic radha
Main aayi main aayi
Mere romantic raja
Bas aaja bas aaja
Meri fantastic radha
Main aayi main aayi
Mere romantic raja
Ek bechaini si hai
Dil mein hai ghabrahat badi
Chhaata leke aana beby
Bahar hai barsaat abhi
Kahin main bheeg jau na
Seene se tujhe laga lunga
Aage aage dekhna
Abhi to hai shuruaat hui
Jaane kyun mind mein
Shak sa jage hai
Koi gadbad nahi
Mera nek hai irada
Bas aaja bas aaja
Meri fantastic radha
Main aayi main aayi
Mere romantic raja
Bas aaja bas aaja
Meri fantastic radha
Main aayi main aayi
Mere romantic raja
Kamsin ek to main
Aur ye baali hai umar
Hogi nahi raani
Kisi ko bhi kaano kaan khabar
Tere bina jaaye na raha
Main bhi control mein kahan
Aaj ki raat ka karna na
Kisi se bhi jikar
Maana thoda risk hai
Par yahi ishq hai
Milke mujhse tu
Ho jaayega baby taaja
Main aayi main aayi
Mere romantic raja
Bas aaja bas aaja
Meri fantastic radha
Main aayi main aayi
Mere romantic raja
Bas aaja bas aaja
Meri fantastic radha
Romantic raja
Aaja aaja
Romantic raja
Aaja aaja
Romantic raja
Romantic raja
Romantic raja aa aa

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top